Ham Dil Hi Apna Haar Gaye
Ham Dil Hi Apna Haar Gaye
Ek Aisi Nazariya Maar Gaye
Ek Aisi Nazariya Maar Gaye
Ho Sajanawa Harjai
Balamua Harjai
Sajanawa Harjai Hain
Hontho Par Halki Si Hansi Hain
Kajre Ke Hain Dhang Naye
Kajre Ke Hain Dhang Naye
Hontho Par Halki Si Hansi Hain
Kajre Ke Hain Dhang Naye
Kajre Ke Hain Dhang Naye
Jaise Koi Man Me Chhup Ke
Gaye Mithe Nagme
Jaise Koi Man Me Chhup Ke
Gaye Mithe Nagme
Ho Koyal Mithi Kunk Sunakar
Yaad Tumhari Layi
Sajanawa Harjai
Balamua Harjai
Sajanawa Harjai Hain
Din Hain Sundar Raate Rangeen
Dekhu Sapne Suhane
Din Hain Sundar Raate Rangeen
Dekhu Sapne Suhane
Jhum Rahi Hu Apne Aap Me
Jaise Mastane
Jhum Rahi Hu Apne Aap Me
Jaise Mastane
Ho Shrma Shrma Kar Aati Hain
Albeli Bulai
Sajanawa Harjai
Balamua Harjai
Sajanawa Harjai Hain
Ham Dil Hi Apna Haar Gaye
Ham Dil Hi Apna Haar Gaye
Ek Aisi Nazariya Maar Gaye
Ek Aisi Nazariya Maar Gaye
Ho Sajanawa Harjai
Balamua Harjai
Sajanawa Harjai Hain
Hum Dil Hi Apna Haar Gaye Song Lyrics from the movie/album Maang released in the year 2018 starring Ramola, Ulhas Wasti. The song Hum Dil Hi Apna Haar Gaye was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by Saghir Usmain. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Husaini
Share your thoughts