Hum Bhi Mohabbat Mein Song Lyrics from the movie/album Kash... Aap Hamare Hote released in the year 2016 starring Juhi Babbar, Sonu Nigam. The song Hum Bhi Mohabbat Mein was sung by Anuradha Paudwal, Sonu Nigam. This movie/album was directed by Ravindra Peepat. The music was given by Aadesh Shrivastava. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to T-Series

Hum Bhi Mohabbat Mein Lyrics

Hum Bhi Mohabbat
Mein Deewane Hote
Dil Kya Hai Hum To
Yeh Jaan Bhi Khote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote
Hum Bhi Mohabbat
Mein Deewane Hote
Dil Kya Hai Hum To
Yeh Jaan Bhi Khote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote

Chaahe Din Ho Chaahe Raat Ho
Har Pal Mere Dil Mein Aap Ho
Kaise Bhoolegi Yeh
Nazre Woh Chehra Sanam
Apna Bhi To Pehla Yeh Pyaar Hai
Mil Bhi Jaao Dil Bekarar Hai
Kaise Kehde Hum Yeh
Bhi Kya Kya Socha Sanam
Deewano Se Zyada Deewane Hote
Deewano Se Zyada Deewane Hote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote

Khoye Rehte Chaahat
Ke Khwaab Mein
Jalte Teri Saason Ki Aag Mein
Zara Socho To Woh
Aalam Hota Kitna Haseen
Baithi Rehti Main
Tere Paas Mein
Dil Bhi Dhadakte
Dono Ke Saath Mein
Aisi Betaabi Hum
Ko Na Thi Pehle Kabhi
Tere Hi Sapne Har Pal Sanjote
Tere Hi Sapne Har Pal Sanjote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote
Hum Bhi Mohabbat
Mein Deewane Hote
Dil Kya Hai Hum To
Yeh Jaan Bhi Khote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote.

Share your thoughts

Sonu nigam, Kash aap hamare hote, Aadesh shrivastava, Anuradha paudwal, Sonu nigam songs, Hum bhi mohabbat mein deewane hote, Sonu nigam anuradha paudwal song, Kash... aap hamare hote - 2003, Aadesh shrivastav, Anuradha paudwal song, Sonu nigam anuradha paudwal, Sonu nigam hits, Anuradha paudwal romantic song, Adesh srivastava song, Kash aap hamare hote song, Hum bhi mohabbat mein deewane hote (sonu nigam-anuradha paudwal) 4k lyrics