Ham aise kismat ko kya kare
Hay hay
Ki jo ek din hansaye
Ek din rulaye
Ek din hansaye
Ek din rulaye
Kismat hamari hami ko sataye hay
Ki jo ek din hansaye
Ek din rulaye
Ek din hansaye
Ek din rulaye
Duniya me pahle pahle jab wo aai
Kismat jo aai to
Phulo ke sang sang
Kante bhi lai
Ham sab ke aangan me aise bichhai hay
Ki jo ek din hansaye
Ek din rulaye
Ek din hansaye
Ek din rulaye
Rone ka din bhar main gati hu gana
Dukh bhulne ka hain ye ek bahaana
Kahti hu main dil ke tukdo se hay
Baithe rahu main dukhda chhupaye
Baithe rahu main dukhda chhupaye
Duniya ki reet bhi kaisi hay
Ki jo ek din hansaye
Ek din rulaye
Ek din hansaye
Ek din rulaye
Aa jo kuchh bhi aata hain aane de bande
Jo kuchh bhi aata hain aane de bande
Jo kuchh bhi jata hain jane de bande
Jo kuchh bhi aata hain aane de bande
Duniya me sukh dukh ke do din hain hay
Ki jo ek din hansaye
Ek din rulaye
Ek din hansaye
Ek din rulaye
Ek din hansaye
Ek din rulaye

