Hua Hain Aaj Pehli Baar Song Lyrics from the movie/album Sanam Re released in the year 2016 starring Pulkit Samrat,Urvashi Rautela. The song Hua Hain Aaj Pehli Baar was sung by Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik. This movie/album was directed by Divya Khosla Kumar. The music was given by Amaal Mallik. The lyrics were Penned by Manoj Yadav. The music rights for song purely belongs to T-Series

Hua Hain Aaj Pehli Baar Lyrics

Hua Hai Aj Pehli Bhar
Jo Aise Muskuraya Hoon
Tumhey Dekha Toh Jana Yeh
Ke Kyon Duniya Mein Aaya Hoon (2 Times)

Ye Jan Lekar Ke Jaa Meri
Tumhey Jeene Main Aya Hoon
Main Tumsey Ishk Karne Ki
Ijazath Rab Se Laya Hoon

Zameen Se Aasman Tak Hum
Doondh Aaye Jahan Saara
Bana Paaya Nahi Ab Tak
Khuda Tumse Koi Pyara (2 Times)

Baathon Mein Teri Hain Badmashiyaan
Sab Bewaja Ki Hain Taarifiyan

Main Likh Doon Aasman Par Ye
Ke Padh Lega Jahaan Sara
Hua Na Hoga Ab Koi
Yahan Hum Do Sa Dobara

Main Duniya Bhar Ki Taarifein
Tere Sajde Mein Laya Hoon
Main Tumse Ishk Karney Ki
Ijazat Rab Se Laaya Hoon
(Rab Se Laaya Hoon..
Rab Se Laya Hoon..)

Tu Hai Jo Rubaru Mere
Bada Mehfuz Rehta Hoon
Tere Milne Ka Shukraana
Khuda Se Roz Kartha Hoon (2 Times)

Humko Patha Hai Yeh Nadaniyan Hain
Aawara Dil Ki Hai Awariyan

Yeh Dil Pagal Bana Baita
Isse Ab Tu Hi Samja De
Dikhe Tujme Meri Duniya
Meri Duniya Tu Banja Re

Hun Kushkismat Jo Kismath Se
Tumhe Aise Main Paaya Hoon
Main Thumse Ishk Karne Ki
Ijazat Rab Se Laya Hoon

Share your thoughts

Armaan malik, Armaan malik hua hai aaj pehli baar lyrics, Amaal mallik, Hua hai aaj pehli baar armaan malik, Urvashi rautela, Armaan malik hua hai aaj pehli baar, Armaan malik songs, Best of armaan malik, Armaan malik new songs, Pulkit samrat, Amaal malik new songs, Armaan malik ft. amaal mallik palak muchhal mashup, Armaan malik collection, Hua hai aaj pehli baar lyrics, Hua hain aaj pehli baar | sanam re | pulkit samrat, Hua hai aaj pehli baar, Sanam re