Hoti Hain Bandagi Song Lyrics from the movie/album Dil Mein Aankhon Mein released in the year 2016. The song Hoti Hain Bandagi was sung by Penaz Masani. The music was given by Penaz Masani. The music rights for song purely belongs to Magnasound

Hoti Hain Bandagi Lyrics

Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye
Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye
Tumse To Kuchh Na Ho Saka
Ham To Wafa Nibha Gaye
Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye

Tumne Kiya Tha Fiasla
Tum Hi Gaye The Chhod Kar
Tumne Kiya Tha Fiasla
Tum Hi Gaye The Chhod Kar
Rote Ho Kis Liye Kaho
Shama Tumhi Bhuja Gaye
Tumse To Kuchh Na Ho Saka
Ham To Wafa Nibha Gaye
Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye

Yaado Ki Chandni Liye
Chalte Rahe The Aag Par
Yaado Ki Chandni Liye
Chalte Rahe The Aag Par
Phoolo Ki Chadre Magar
Unke Liye Bichha Gaye
Tumse To Kuchh Na Ho Saka
Ham To Wafa Nibha Gaye
Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye

Mehfil Roobru Tumhe
Rusawa Nahi Kiya Kabhi
Mehfil Roobru Tumhe
Rusawa Nahi Kiya Kabhi
Aankho Se Haal Keh Diya
Aansu Magar Chhupa Gaye
Tumse To Kuchh Na Ho Saka
Ham To Wafa Nibha Gaye
Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye

Raahi Khudra Aana Rasta Hame Dikhana
Raahi Khudra Aana Rasta Hame Dikhana
Tumse The Jitne Dur Dur
Utane Qareeb Aa Gaye
Tumse To Kuchh Na Ho Saka
Ham To Wafa Nibha Gaye
Hoti Hain Bandagi Yeh Kya
Duniya Ko Ham Dikha Gaye.

Share your thoughts

Penaz masani dil mein, Peenaz masani, Penaz masani, Aankhon mein hothi hain bandagi, Padmasri penaz masani, Penaaz masani, Yeh sham mastani with hindi lyrics, Yeh sham mastani lyrics, Peenaz, Masani, Yeh sham mastani with english lyrics, Yeh sham mastani with lyrics, Masana ki kamzori ka asan ila, Aankhon mein dil mein aankhon mein, Masan ki kamzori ka ilaj masan ka mazboot kiasy kiya jai, Mohini vashikaran | ???? ????? ??? ????? ??????? | sadhana aur samadhan