Hotho Pe Naam Pyar Ka Song Lyrics from the movie/album Meri Zabaan released in the year 2016 starring Mithun Chakraborty, Shashi Kapoor. The song Hotho Pe Naam Pyar Ka was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Shibbu Mitra. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to T-Series

Hotho Pe Naam Pyar Ka Lyrics

Hotho Pe Naam Pyar Ka
Hotho Pe Naam Pyar Ka Dil Hai Inka Kala
Hotho Pe Naam Pyar Ka Dil Hai Inka Kala
Dost Nahi Hota Har Hath Milane Wala
Hotho Pe Nam Pyar Ka Dil Hai Inka Kala
Dost Nahi Hota Har Hath Milane Wala

Dost Ab Dard Yu Batte Hai
Gale Milke Gala Katte Hai
Dost Ab Dard Yu Batte Hai
Gale Milke Gala Katte Hai
Ye Kya Jane Kasam Ko Wafa Ko
Ye Kya Jane Kasam Ko Wafa Ko
Bas Chale To Saja De Khuda Tu
Bas Chale To Saja De Khuda Tu

Yari Ke Dilo Ko Fuk Kar Ye Apna Kare Ujala
Yari Ke Dilo Ko Fuk Kar Ye Apna Kare Ujala
Dost Nahi Hota Har Hath Milane Wala
Hotho Pe Naam Pyar Ka Dil Hai Inka Kala
Dost Nahi Hota Har Hath Milane Wala

Sangdil Tune Dil Mera Toda
Tune Mujhko Kahi Ka Na Choda
Sangdil Tune Dil Mera Toda
Tune Mujhko Kahi Ka Na Choda
Maine Tere Liye Dunia Chodi
Maine Tere Liye Dunia Chodi

Tune Kis Mod Pe Mujhko Chhoda
Tune Kis Mod Pe Mujhko Chhoda
Tauba Aise Dildar Se Is Dil Ka Pade Na Pala
Tauba Aise Dildar Se Is Dil Ka Pade Na Pala
Dost Nahi Hota Har Hath Milane Wala.

Share your thoughts

Shashi kapoor, Mithun chakraborty action movie, Rishi kapoor, Shakti kapoor, Meri zubaan mithun movie, Anu malik, Rajiv kapoor, Meri zabaan, Asha bhosle (musical artist), Kore kaagaz pe likhwale with lyrics, Asha bhosle hit songs, Rishi kapoor tabu songs, Dheere dheere bol koi sun na le with lyrics, Ram teri ganga maili rajiv kapoor, Rishi kapoor and neetu singh song, Rishi kapoor hit songs, Asha bhosle, Asha bhosle songs, Best of asha bhosle, Rishi kapoor songs