Kya Hua Na Jane Hume
Dekha Pahli Baar Hai Tumhe
Kya Hua Na Jane Hume
Dekha Pahli Baar Hai Tumhe
Tumhi Suno Dil Ki Dhadkan
Hosh Me Hum Nahi
Jaage Jaage Armaan Hai
Pyase Pyase Jajbaat Hai
Tumhi Suno Dil Ki Dhadkan
Hosh Me Hum Nahi
Tumhe Dekhkar Bhi Humne Dekha Nahi
Tumhe Paake Bhi Humne Paya Nahi
Khata Apni Thi
Mana Bhul Humne Ki
Saza Na Do Hume
Hosh Me Hum Nahi
Kya Hua Na Jane Hume
Dekha Pahli Baar Hai Tumhe
Tumhi Suno Dil Ki Dhadkan
Hosh Me Hum Nahi
Chahat Me Teri Ye Dil Madhosh Hai
Josh Hai Mohabbat Ka
Ab Kise Hosh Hai
Bin Tere O Sanam
Rah Na Payenge Hum
Juda Ho Agar
Sah Na Payenge Hum
Ha Tum Mere Ho
Mere The
Mere Rahoge
Baaho Ka Sahara Do Hume
Hosh Me Hum Nahi
Kya Hua Na Jane Hume
Dekha Pahli Baar Hai Tumhe
Tumhi Suno Dil Ki Dhadkan
Hosh Me Hum Nahi
Jaage Jaage Armaan Hai
Pyase Pyase Jajbaat Hai
Baaho Ka Sahara Do Hume
Hosh Me Hum Nahi
Hosh Me Hum Nahi
Hosh Me Hum Nahi
Hosh Me Hum Nahi
Hosh Song Lyrics from the movie/album Hosh released in the year 2018. The song Hosh was sung by Tanya Singh. The music was given by Ajit Singh. The lyrics were Penned by Asha Rani, Geetanjali Singh
Share your thoughts