Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi Song Lyrics from the movie/album Bikhare Moti. The song Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Ghulam Mohammed. The lyrics were Penned by Akhtar-Ul-Iman

Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi Lyrics

Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi – (2)
Ho Rut Hai Suhani, Rut Hai Suhani
Khoyi Hai Muhabbat Kee Baharo Me Jawani – (2)

Har Cheej Jawan Hai, (har Cheej Hansi Hai -2)
Arman Bhara Dil Meraa, (kabu Me Nahee Hai -2)
Meree Yeh Kushi Mujhko Bana De Naa Divani – (2)

Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi
Ho Rut Hai Suhani, Rut Hai Suhani
Khoyi Hai Muhabbat Kee Baharo Me Jawani

Chhaya Hai Nasha Sa, Aape Me Nahee Hu
Dil Aur Kahee Hai Meraa, (mai Aur Kahee Hu -2)
Araman Hain Kabu Me Naa Bas Me Hai Jawani – (2)

Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi
Ho Rut Hai Suhani, Rut Hai Suhani
Khoyi Hai Muhabbat Kee Baharo Me Jawani

Naiya Hai Bhanwar Me, (ho Dur Kinara -2)
Kissimt Badhun Aur Mai, (lu Kisaka Sahara -2)
Darti Hu Kahee Sar Se Gujar Jaye Naa Panee – (2)

Hontho Pe Hansi Dil Me Hai Kushi – (2)
Ho Rut Hai Suhani, Rut Hai Suhani
Khoyi Hai Muhabbat Kee Baharo Me Jawani – (2)

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar old songs, Hoton pe hansi dil mein hai khushi, Mangeshkar, Chehare pe kushi chhaa jaati hai lyrics, Lata mangeshkar sad songs, Mohammed rafi songs, Tera mujhse hai pehle ka naata koi lyrics, Mohammed rafi, Lata mangeshkar song ek pyar ka nagma hai, Agar tum na hote lata mangeshkar, Lata mangeshkar hindi song, Lata mangeshkar; suresh wadkar, Lata mangeshkar song, Hits of lata mangeshkar