Hoga Kya Aage Janab Song Lyrics from the movie/album Khoon Ka Badla Khoon released in the year 2015 starring Asha Sachdev, Agha. The song Hoga Kya Aage Janab was sung by Mohammed Rafi, Vani Jairam. This movie/album was directed by Kalpataru. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). The music rights for song purely belongs to Saregama

Hoga Kya Aage Janab Lyrics

Katil Ki Nigaho Se Bach Kar
Ek Zam Chura Ke Lai Hu
Aankho Se Utha Hotho Se Laga
Mai Khud Hi Ek Surahi Hu
Pani Ko Zamana Pita Hai
Is Aag Ko Aaj To Pina Hai
Anjam Se Budjil Darte Hai
Har Hal Me Humko Jina Hai

Ae Ji Hoga Kya Aage Janab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Ae Ji Hoga Kya Aage Janab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Haye Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna

Ye Husn Tera Mohabbat Meri
Hai Rango Bhari Jawani Teri
Ye Husn Tera Mohabbat Meri
Hai Rango Bhari Jawani Teri
Ha Ji Chahata Hai Jawani Luta Du
Tujhe Aaj Ek Nai Jannat Dikha Du
Aankh Sharabi Hoth Gulabi
Aankh Sharabi Hoth Gulabi
Mere Hath Hai Dil Ki Chabi
Mere Dil Ki Chabi
O Mera Gora Gulabi Shabab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Ae Ji Hoga Kya Aage Janab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Haye Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna

Natije Se Hum Darte Nahi
Jo Dete Hai Jaa Wo Marte Nahi
Natije Se Hum Darte Nahi
Jo Dete Hai Jaa Wo Marte Nahi
Mere Hath Ki Tum Dekhna Safai
Jo Hai Wo Batau Maze Ki Duhai
Hum Bhi Khiladi Tum Bhi Khiladi
Hum Bhi Khiladi Tum Bhi Khiladi
Chakkar Baz Hai Duniya Sari Duniya Sari

Ho Yaro Yaro Ki Yari Ka Kamal Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Ae Ji Hoga Kya Aage Janab Dekhna
Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Haye Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna
Haye Abhi To Sawal Hai Jawab Dekhna.

Share your thoughts

Khoon ka badla khoon 1978, O p nayyar, Vani jayaram, Zulf lehrai to sawan ka mahina, S h bihari, Vinod khanna, Therajkumar57