Ho O O Moree Baalee Umariya Lyrics | Nateeja | Zohrabai Ambalewali | Rashid Atre

Ho O O Moree Baalee Umariya Lyrics | Nateeja | Zohrabai Ambalewali | Rashid Atre

O o mori baali umariya
O o mori baali umariya
Sanwariya
Sanwariya
Dekho maro na
O dekho maro na tirachhi najariyan
Dekho maro na tirachhi najariya
Najariya
Sanwariya
Sanwariya haye baali umariya
O mori baali umariya

Tore nainan me jaadu hain o bekhabar
Ho tore nainan me jaadu hain o bekhabar
Yahi darr hain ke dil me na kar jaye ghar
Ha yahi darr hain ke dil me na kar jaye ghar
Rahe apni aa mohe khabariya
Rahe apni aa mohe khabariya
O sanwariya
Dekho maro na
O dekho maro na tirachhi najariyan
Najariya
Sanwariya
Sanwariya haye baali umariya
O mori baali umariya

Mile naina se naina jiya kho gaya
Haye jiya kho gaya
Mile naina se naina jiya kho gaya
Haye jiya kho gaya
Ye aankho hi aankho me kya ho gaya
Ho gaya
Jane aankho hi aankho me kya ho gaya
More baanke sajile sanwariya
More baanke sajile sanwariya
O sanwariya
Dekho maro na
O dekho maro na tirachhi najariyan
Najariya
Sanwariya
Sanwariya haye baali umariya
O mori baali umariya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *