Ho Abhi To Hui Jawan Lyrics | Dil Aashna Hai | Kavita Krishnamurthy | Anand Milind

Ho Abhi To Hui Jawan Lyrics | Dil Aashna Hai | Kavita Krishnamurthy | Anand Milind

Ho abhi to hui jawan
Main haye fas gayi kahan
Ho abhi to hui jawan
Main haye fans gayi kahan
Har koi mare mujhi ko ishare
Yama
Yama
Yama
Main hun akeli to ye hain hajaro bachalo meri maa
Ho abhi to hui jawa
Main haye fas gayi kahan

Ye giri huyi nigahe to na fenkiye
Pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye
Ye giri huyi nigehe to na fenkiye
Fenkiye
Pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye
Dekhiye
Main to samjhi ye hai mehfil sarifo ki
Milkar badegi ijat kuch hum garibo ki
Ki aakhir zama hai ijat wale yahan
Ho abhi to hui jawa
Main haye fas gayi kahan

Ho yahan waha jo baithe huye shaan se
Maan lo tumhe main chahu dilo jaan se
Ho yahan wahan jo baithe huye shaan se
Shaan se
Maan lo tumhe main chahu dilo jaan se
Jaan se
Main to pura kar dun ye bhi tumhara sapna
Par ye batao tum me hai kon mera apna
Hai kon mera apna
Usi ki lagan me phirun mai kahan kahan
Ho abhi to hui jawan
Main haye fas gayi kahan
Har koi mare mujhi ko ishare
Yama
Yama
Yama
Main hun akeli to ye hai hajaro
Bacha lo meri maa
Ho abhi to hui jawan
Main haye fas gayi kahan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *