Himmat Na Haar Rahi Lyrics | Payal | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Hemant Kumar

Himmat Na Haar Rahi Lyrics | Payal | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Hemant Kumar

Himmat na haar rahi
Jivan ki is safar me
Himmat na haar rahi
Ban jayegi ujala
Ek din yahi siyahi
jivan ki is safar me
Himmat na haar rahi
Ban jayegi ujala
Ek din yahi siyahi
Himmat na haar rahi

Kismat me hain jo thokar
Wo bhi tuhans ke kha le
Kismat me hain jo thokar
Wo bhi tu hans ke kha le
Jab tak bhi chahe tujhko takdeer aazmale
Duniya hain jung gam ki
Insaan hain sipahi
Ban jayegi ujala
Ek din yahi siyahi
Jivan ki is safar me
Himmat na haar rahi
Ban jayegi ujala
Ek din yahi siyahi
Himmat na haar rahi

Kante agar mile to
Kanto se pyaar kar le
Kante agar mile to
Kanto se pyaar karle
Kante banege kaliya
Tu intjaar kar le
Kab tak rahegi aakhir
Kismat me ye tabahi
Ban jayegi ujala
Ek din yahi siyahi
Jivan ki is safar me
Himmat na haar rahi
Ban jayegi ujala
Ek din yahi siyahi
Himmat na haar rahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *