Heer Song Lyrics released in the year 2025. The song Heer was sung by R Haider Ali, Ali Raza. The music was given by Haider Ali. The lyrics were Penned by R Haider Ali, Talat Kazmi. The music rights for song purely belongs to Ali Raza

Heer Lyrics

Kabhi Jo Main Ishq Likhun
Teri Tasveer Bane
Hass Ke Main Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane

Chahun Tere Hathon Se
Meri Taqdeer Bane
Has Ke Main Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane

Pehli Si Baat Nahi
Kya Main Tujhe Yaad Nahi
Kyun Ki Ro Leti
Teri Har Baat Sahi

Wo Manzar Ab Bhi Aankhon Se Jata Nahi
Tera Kehna Ke Tu Mujhko Chahta Nahi

Dil Bhi Maim Pesh Karu
Tu Agar Teer Bane
Hass Ke Main Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane

Chahun Tere Hathon Se
Meri Taqdeer Bane
Hass Ke Main Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane

Ho

Rabb Jaane Ya Tu Jaane
Hamra Dil Tujhko Maane
Auron Ki Baaton Mein Na Aa
Haaye

Humko Na Sunta Yahan Pe
Duniya Bus Deti Taane
Gairon Pe Karna Safar Na

Ya Sach Mein Bata De
Tu Chahti Hai Kya
Hona Juda
Kya Baaki Hai Tere Jaane Ja
Dil Mein Jagah

Aisi Koi Baat Nahin
Jiss Mein Na Yaad Teri
Kaise Na Tu Dil Mein Base
Reh Jaaye Yaad Teri

Bin Tere Jaane Kyun Muskurata Nahi
Hasna Toh Ab Chah Kar Bhi Aata Nahi

Khud Ko Main Bandh Lun Agar
Jo Tu Zanjeer Bane
Hass Ke Main Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane

Chahun Tere Hathon Se
Meri Taqdeer Bane
Has Ke Main Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane
Has Ke Maim Ranjha Banu
Jo Tu Meri Heer Bane

Share your thoughts

Haider ali, Lyrics, Heer ali raza lyrics, Heer - ali raza & shjr | lofi version, Heer song ali raza lyrics, Heer haider ali, Heer lyrics, Heer lyrics ali raza, Heer - ali & shjr, haider ali | lo-fi lyrics song | new trending song, Heer ali raza lyrics status, Ali raza lyrics, Heer ali and shjr lyrics, Heer lyrics song, Haider ali singer, Heer slowed reverb lyrics, Heer slowed lyrics, Heer new song lyrics, Heer slowed and reverb lyrics, Haider ali songs