Hazaar Baate Kahe Zamana Meri Wafa Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana Meri Wafa Pe Yakin Rakhna
Har Ek Ada Me Me Hai Begunahi Meri Ada Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana
Meri Mohabbat Ki Zindagi Ko Nazar Na Lag Jaye Is Jahan Ki
Nazar Na Lag Jaye Is Jahan Ki
Yahi Sada Hai Dhadkate Dil Ki Meri Sada Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana Meri Wafa Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana
Kisi Ko Hansta Na Dekh Paye Ajib Shay Hai Ye Bairi Duniya
Kisi Ko Hansta Na Dekh Paye Ajib Shay Hai Ye Bairi Duniya
Ajib Shay Hai Ye Bairi Duniya
Ye Bemurvvat Hai Bewafa Hai Na Bewafa Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana Meri Wafa Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana
Nazar Me Rahna Hai Khushnasibi Nazar Se Girna Hai Behayai
Nazar Se Girna Hai Behayai
Haya Hai Aurat Ka Ek Gahna Meri Haya Pe Yakin Rakhna
Hazaar Baate Kahe Zamana
Hazaar Baaten Kahe Zamaanaa Meri Vafaa Pe Yaqin Song Lyrics from the movie/album Ghatna released in the year 2018 starring Danny Denzongpa, Priti. The song Hazaar Baaten Kahe Zamaanaa Meri Vafaa Pe Yaqin was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Mahesh Shandilya. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Ravi
Share your thoughts