Haye Kisi Ka Rangeen Aanchal Haath Mein Aa Ke Chhut Gaya Lyrics | Chaubees Ghante | Asha Bhosle | Bipin Babul

Haye Kisi Ka Rangeen Aanchal Haath Mein Aa Ke Chhut Gaya Lyrics | Chaubees Ghante | Asha Bhosle | Bipin Babul

Haye kisi ka rangin aachal hath me aake chut gaya
Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi
Thesh lagi or tut gaya thesh lagi or tut gaya
Haye kisi ka rangin aachal hath me aake chut gaya

Aise chali takdir ki aandhi pyar ki shama jal na saki
Aye bimar e mohabbat humse teri nabje dub chali
Chpke chupke teri dunia ghar ka bhedi haye
Ghar ka bhedi lut gaya ghar ka bhedi lut gaya
Haye kisi ka rangin aachal hath me aake chut gaya

Jisko najre dhundh rahi hai haye wahi mahfil em nahi
Thoda sa bhi dard mohabbat us jalim ke dil me nahi
Dilwao ko ranj yahi hai ban ke nasiba
Ban ke nasiba fut gaya ban ke nasiba fut gaya
Haye kisi ka rangin aachal hath me aake chut gaya

Harth kaleje pe rakh rakh ke jisko hamne yad kiya
Usne hamse fer ke aanhke gair ka ghar abad kiya
Kahti hai thandi thandi aahe pyar ka jadu
Pyar ka jadu lut gaya pyar ka jadu lut gaya
Haye kisi ka rangin aachal hath me aake chut gaya
Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi
Thesh lagi or tut gaya thesh lagi or tut gaya
Haye kisi ka rangin aachal hath me aake chut gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *