Hath Seeta Ka Ram Kodiya, Janak Raja Dege Or Kya ( Female ) Song Lyrics from the movie/album Ghar Sansar released in the year 2019 starring Jeetendra, Kader Khan. The song Hath Seeta Ka Ram Kodiya, Janak Raja Dege Or Kya ( Female ) was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by K Bapaiah. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Indeevar

Hath Seeta Ka Ram Kodiya, Janak Raja Dege Or Kya ( Female ) Lyrics

Hath Seeta Ka Ram Ko Diya
Hath Seeta Ka Ram Ko Diya
Janak Raja Denge Aur Kya
Beti Babul Ke Dil Ka Tukda
Beti Babul Ke Dil Ka Tukda
Dahej Kaha Isse Bada
Hath Seeta Ka Ram Ko Diya
Janak Raja Denge Aur Kya

Ishwar Ka Vardan Hai Beti
Gharwalo Ki Jaan Hai Beti
Ye Pagdi Babul Ke Sar Ki
Laaj Hai Sare Ghar Ki
Daan Kanya Ka Jisne Diya
Daan Kanya Ka Jisne Diya
Mayya Rani Degi Or Kya
Beti Maa Ke Dil Ka Tukda
Dahej Kaha Isse Bada

Rupwati Gunwanti Gahna
Iske Aage Kya Koi Gahna
Ye Naate Hai Man Ke Naate
Dhan Se Na Jode Jaate
Pyari Bahna Ka Gahna Diya
Pyari Bahna Ka Gahna Diya
Bhaiya Raja Denge Or Kya
Bahna Bhai Ke Dil Ka Tukda
Dahej Kaha Isse Bada
Hath Seeta Ka Ram Ko Diya
Hath Seeta Ka Ram Ko Diya
Janak Raja Denge Aur Kya
Beti Babul Ke Dil Ka Tukda
Dahej Kaha Isse Bada
Hath Seeta Ka Ram Ko Diya
Janak Raja Denge Aur Kya

Share your thoughts

Hath seeta ka ram ko diya, Haath seeta ka ram ko diya, Haath seeta ka ram ko diya song, Music by rajesh roshan, Ghar sansar, Hath sita ka ram ko diya janak raja denge aur kya., Hath seeta ka ram ko diya song lyrics, Hath sita ka ram ko diya lyrics, Mohammed aziz aur anuradha poudwal shandar jodi, Mohammad aziz aur anuradha poudwal duet song, Anuradha paudwal, Anuradha poudwal, Mohd aziz aur anuradha poudwal song, Rajesh roshan, Ghar sansar songs