Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya chahe badalti rahe
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya chahe badalti rahe
Hotho se bijli chamke jab
Jab tu muskati hai
Aa aa
Sari hasinao se hansi tu ho jati hai
Teri inhi bato se jaan me jaan aati hai
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya chahe badalti rahe
Chamka mera chehara
Samne jab tu aaya
Ho ho
Tujhe laga jo hasin
Wo hai tera hi saya
Teri isi ada ne
Aashiq mujhe banaya
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya chahe badalti rahe
Harpal har din hardam
Tujhko dekhna chahu
Oo oo
Rab koi puje to puje
Mai tujhe pujana chahu
Aise hi chaha kare tu
Aur bhala kya chahu
Hanste hanste kat jaye raste
Zindagi yuhi chalti rahe
Khushi mile ya gham
Badlenge na hum duniya chahe badalti rahe

