Hasrat Bhari Najar Se Lyrics | Aabshaar | Shyamal Munshi | Saumil | Saumil, Shyamal Munshi

Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko

Rakhta hain dil mein mujhko
Palkon mein bandh karke
Rakhta hain dil mein mujhko
Palkon mein bandh karke
Khwabon mein apne harsab
Woh kholta hain mujhko
Khwabon mein apne harsab
Woh kholta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko

Meri khabar se mujhko
Rakhta hai baakhabar mujhko
Meri khabar se mujhko
Rakhta hai baakhabar mujhko
Mujhse jyada shayad
Woh jaanta hai mujhko
Mujhse jyada shayad
Woh jaanta hai mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hai mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko

Ab tak kisi ne aisa
Chaha nahi kisi ko
Ab tak kisi ne aisa
Chaha nahi kisi ko
Jaisa ki apne dilse
Woh chahta hain mujhko
Jaisa ki apne dilse
Woh chahta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko

Ab mere vaaste woh
Ik aaina hai jaise
Ab mere vaaste woh
Ik aaina hai jaise
Woh is kadar sarapa
Pehchanta hain mujhko
Woh is kadar sarapa
Pehchanta hain mujhko
Kuchh bolta nahin hai
Bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari najar se
Woh dekhta hain mujhko..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *