Hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi
Na inki dosti acchi
Na inki dusmani acchi

Pile chehre hai magar unpe lipistic powder
Cartuno ki tarah aa rahe hai ye najar
Ye hai shame anjuman dekho inka bakpan
Husn ki tohin hai adkhule inke badan
Na inka pyar acha hai
Na inki berukhi acchi
Hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi
Na inki dosti acchi
Na inki dusmani acchi
Hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi
Inki soorat dekh kar
Inki halat dekh kar
Muskura denge huzur aap bhi muh fer kar
Ye to apne aap ki khud udate hai hansi
Ek tamashe ke siwa kuch nahi ye zindagi
Andhere jisse sharmaye nahi wo roshni acchi
Hasino se to bas saheb salamat door ki acchi
Na inki dosti acchi
Na inki dushmani acchi
Hasino se to bas saheb salamat door ki acchi
Na inki dosti acchi
Na inki dushmani acchi
Hasino se to bas saheb salamat door ki acchi