Hasino se hasino ko
Mohabbat ho hi jati hai
Hasino se hasino ko
Mohabbat ho hi jati hai
Jawani se jawani ko
Shikayat ho hi jati hai
Jawani se jawani ko
Shikayat ho hi jati hai
Wafa karte jafa kahte hai
Hans hans kar hamesha wo
Magar muh pher le wo to
Kayamat ho hi jati hai
Zamane ko nahi hai
Kadar dil walo ke dardo ki
Hasino ki magar un par
Inayat ho hi jati hai
Liye baithe hai
Liye baithe hai
Achhi surte jo apni aankho me
Unhe aankhe churane ki
Jarurat ho hi jati hai
Hasino se hasino ko
Mohabbat ho hi jati hai

