Haan aa..
Main jan yeh var doon
Har jeet bhi har doon
Keemat ho koi tuje
Bainteha pyaar doon
Main jan yeh var doon
Har jeet bhi har doon
Keemat ho koi tuje
Bainteha pyaar doon
Sari hadein maine meri, ab maine tod di
Dekar muje pata awaargi ban gaye
Han hasi ban gaye
Han nami ban gaye
Tum mere asmaan
Meri zameen ban gaye
Aaa oh.. aa..
Kya khoob rab ne kiya
Bin mange itna diya
Varna hai milta kahan
Hum kafiron ko khuda
Kya khoob rab ne kiya
Bin mange itna diya
Varna hai milta kahan
Hum kafiron ko khuda
Hasrathein ab meri tumse hai jaa mili
Tum dua ab meri akhiri ban gaye
Han hasi ban gaye
Han nami ban gaye
Tum mere aasman
Meri zameen ban gaye
