Haseeno Ki Ankhon Ka Song Lyrics from the movie/album Pyar Ka Sapna released in the year 2012 starring Ashok Kumar, Mala Sinha. The song Haseeno Ki Ankhon Ka was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Hrishikesh Mukherjee. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Haseeno Ki Ankhon Ka Lyrics

Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga
Kawara Raha Hu Kawara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga
Kawara Raha Hu Kawara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga

Na Aata Pisana Na Chula Jalana
Nit Nai Thali Me Naya Naya Khana
Na Aata Pisana Na Chula Jalana
Nit Nai Thali Me Naya Naya Khana
Kai Hotalo Ka Gujara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga
Kawara Raha Hu Kawara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga

London Me Sou To Peris Me Jagu
Marzi Se Uthu To Marzi Se Bhagu
London Me Sou To Peris Me Jagu
Marzi Se Uthu To Marzi Se Bhagu
Kisi Ek Jagah Na Dobara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga
Kawara Raha Hu Kawara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga

Gujru Jidhar Se Dekhe Kawariya
Reh Jaye Hatho Ko Malti Bechariya
Gujru Jidhar Se Dekhe Kawariya
Reh Jaye Hatho Ko Malti Bechariya
Fasa To Kisi Ka Na Pyara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga
Kawara Raha Hu Kawara Rahunga
Haseeno Ki Aankhon Ka Tara Rahunga.

Share your thoughts

Mohammed rafi songs, Mala sinha songs, Chitragupt songs, Hasino ki aankho ka tara rahunga lyrics, Pyar ka sapna songs, Pyar ka sapna all song, Jee lagta nahi apna lyrics, Pyar ka sapna 1969 songs, Pyar ka sapna (1969) songs, Aadesh shrivastava hits, Aadesh shrivastava music, Aadesh shrivastava songs, Pyar ka sapna, Top aadesh shrivastava songs, Chitragupta songs, Pyar ka sapna 1969 full movie, Mohammed rafi, Mohammed aziz romantic songs, Chitragupt, Meena kumari