Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Aankhe Mila Baho Me Aa Jine Ka Ye Maza Naya
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Ji Rahe Hai Hum Agar Mar Chuki Hai Zindagi
Jidhar Nazar Mude Hai Udhar Bhukh Pyas Bebasi
Koi Jiye Koi Mare Humko Kisi Ki Kya Pade
Ye Rat Na Pyase Bhale Aayegi Phir Na Ye Ghadi
Aankho Se Pi Hotho Se Pi Chhane De Koi Nasha Naya
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Kon Hai Jo Kar De Yu Tabah Ghar Garib Ka
Ye Aadmi Ka Julm Hai Ke Faisla Nasib Ka
Koi Lute Koi Mite Jal Jaye Chahe Do Jaha
Milna Hai To Hum Yu Mile Kuch Bhi Rahe Na Darmiya
Aa Dard Ke Saye Me Aa Ye Pyas Dil Ki Bhuja Zara
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Aankhe Mila Baho Me Aa Jine Ka Ye Maza Naya
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Hasin Hum Jawan Tum Hai Rat Kitni Jawa
Haseen Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan Song Lyrics from the movie/album Deewana Tere Naam Ka released in the year 2018 starring Mithun Chakraborty, Vijayeta. The song Haseen Hum Jawan Tum Hai Raat Kitni Jawan was sung by Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar, Dilraj Kaur. This movie/album was directed by Deepak Bahry. The music was given by Ram Laxman. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts