Hari Hari Mehndi Ki Pattiyan, Lal Hatheli Hai Song Lyrics from the movie/album Saanch Ko Aanch Nahin released in the year 2018 starring Arun Govil, Madhu Kapoor. The song Hari Hari Mehndi Ki Pattiyan, Lal Hatheli Hai was sung by Usha Mangeshkar, Shailendra Singh. This movie/album was directed by Satyen Bose. The music was given by Ram Laxman. The lyrics were Penned by Kulwant Jani

Hari Hari Mehndi Ki Pattiyan, Lal Hatheli Hai Lyrics

Hari Hari Mehandi Ki Pattiya Lal Hatheli Hai
Bol Ri Sajni Bol Jara Ye Kya Paheli Ha Kya Farmaya Hai
Hari Hari Mehandi Ki Pattiya Lal Hatheli Hai
Bol Ri Sajni Bol Jara Ye Kya Paheli Are Ye Rang Hai Dil Ka
Jara Chalka Chaklka Kuch Gahra Gahra Halka Halka
Hath Mera Lal Hai Jo Apni Misal Hai
Pyar Ka Kamal Hai Ye Pyar Ka Kamal Hai

Hum Tum Dono Do Hai Lekin Ek Bat Batlao Na
Do Din Mil Ke Ek Bane Ye Raz Hai Kya Samjhao Na
Hum Tum Dono Do Hai Lekin Ek Bat Batlao Na
Do Din Mil Ke Ek Bane Ye Raz Hai Kya Samjhao Na
Tumko Pakar Samjh Gaya Mai Raz Ye Thoda Thoda
Do Hote Hai Hans Magar Kahlata Hai Ek Joda Are Ye Rang Hai Dil Ka
Jara Chalka Chaklka Kuch Gahra Gahra Halka Halka
Galo Pe Gulal Hai Jo Hotho Pe Sawal Hai
Pyar Ka Kamal Hai Ye Pyar Ka Kamal Hai

Tum Bago Ka Phul Gulabi Mai Matwala Bhawra Re
Kon Si Hai Wo Chiz Jisne Hum Dono Ko Bandha Re
Tum Bago Ka Phul Gulabi Mai Matwala Bhawra Re
Kon Si Hai Wo Chiz Jisne Hum Dono Ko Bandha Re
Tumne Meri Khusbu Payi Maine Tera Sangeet
Isi Tarah Bas Hote Hote Ho Gayi Apni Prit
Are Ye Rang Hai Dil Ka Jara Chalka Chalka
Kuch Gahra Gahra Halka Halka
Bolo Kya Khyal Hai Jo Dhadkano Me Tal Hai
Pyar Ka Kamal Hai Ye Pyar Ka Kamal Hai
Pyar Ka Kamal Hai Ye Pyar Ka Kamal Hai

Share your thoughts

Saanch ko aanch nahin songs, Saanch ko aanch nahi songs, Shailendra singh song video, Usha mangeshkar song, Usha mangeshkar ke gane, Shailender singh, Raam laxman hits, Raam laxman songs, Tarachand barjatya, Old romantic songs, Romantic songs, Old hindi songs, Rahshri, Rajshri productions, Rajshri, Arun govil, Purene gaane, 1970s hits, Kulwant jani, Madhu kapoor, Bollywood classics, Old movies, 1970s movies, Boolywood songs