Har taraf andhera hai, dur kyun savera hai – (2)
Sehame sehame manjar hai, suni suni raahein hai – (2)
Darr rahe hain bachche kyun, kyun udaas maaye hain
Har khushi ke aangan mein dard ka basera hai – (2)
Har taraf andhera hai, dur kyun savera hai
Sehame sehame manjar hai
Kya huwa hai basti ko, kaisi yeh udaasi hai – (2)
Jindagi khud apane hi (khun ki pyaasi hai -2)
Beasar duwaayein hai, waqt ?? pehara hai – (2)
Har taraf andhera hai, dur kyun savera hai
Sehame sehame manjar hai
Sehame sehame manjar hai, suni suni raahein hai
Darr rahe hain bachche kyun, kyun udaas maaye hain