Har Mein Har Ko Dekha Lyrics | Mandi | Aziz Ahmed Khan Warsi | Aziz Ahmed Khan Warsi

Har Mein Har Ko Dekha Lyrics | Mandi | Aziz Ahmed Khan Warsi | Aziz Ahmed Khan Warsi

Jungle me firun ke pehle sehra dekhun
Ya maadan ko dasht-o-dariya dekhun
Harsu teri kudrat ke hai laakho jalwe
Haraan hun ke do aankho se kya kya dekhun
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha dekha
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha

Har meraa me hari ki murat
Har meraa me hari ki murat
Har me aap sama re baba
Har mehar ko dekha
Har me aap sama re baba
Har mehar ko dekha

Har me aap sama re baba
Har mehar ko dekha
Har me aap sama re baba
Har mehar ko dekha

Apni godi aap hi khele
Ban kar mohan laala
Apni godi aap hi khele
Ban kar mohan laala
Aap hi bove
Aap hi sinche
Aap hi bove
Aap hi sinche
Aap hi hai rakhwala
Re baba har mehar ko dekha
Aap hi hai rakhwala
Re baba har mehar ko dekha
He baba har mehar ko dekha
Haan dekh har mehar ko dekha
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha baba

Kisi fakir ka sehra se ho raha tha guzar
Eka ek uski nazar uthi ek saadhu par
Ruka vo dekh ke usko azib haalat me
Ruka vo dekh ke usko azib haalat me
Dikhaai deta tha gumsum kisi riyadat me
Kiya fakir ko bechain jab tazas usne
Kiya sawal ye saadhu ko chhed kar usne
Azab hai ye tera andaaz-e-bandgi saadhu
Ye kis ke waaste sehra nashi hua hai tu
Kaha fakir ne ha kaha fakir se saadu ne
Sun mere mehma
Darasal ek hai tera khuda mera bhagwaan
Kahin hai shart zami pe sar jhukaane ki
Kahin hai rasam fakat uske geet gaane ki
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha

Usro dariya prem ka
Jo ulti va ki dhaar
Jo duba
Jo ubhra vo dub gaya
Jo duba hua paar
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha

Usro rain sohaag ki
Jo ulti va ki dhaar
Jo ubhra vo dub gaya
Jo duba hua paar
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha

Ye mere haste nazar ki didaani taasir hai
Jis taraf ko dekhta hun teri tasveer hai
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha

Khuda jaane kaha se jalwa-e-jana kahan tak hai
Wahi tak dekh sakta hai nazar jiski jaha tak hai
Har mehar ko dekha baba
Har mehar ko dekha

Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha dekha
Har mehar ko dekha re baba
He baba har mehar ko dekha

Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba

Kahat kabir suno bhaai sadho
In me na miti yahi pareshaa
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba
Har mehar ko dekha re baba

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *