Har Jeevan Har Yug Me Song Lyrics from the movie/album Nai Imarat released in the year 2018 starring Parikshat Sahni, Vidya Sinha. The song Har Jeevan Har Yug Me was sung by Bhupinder Singh. This movie/album was directed by Ram Pahwa, Sharad Batra. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar

Har Jeevan Har Yug Me Lyrics

Har Jeevan Har Yug Me Maine Saath Tumhaara Maanga Hai
Har Jeevan Har Yug Me Maine Saath Tumhaara Maanga Hai
Saat Janamke Liye Tumhi Ko Maine Saat Vachan Se Baandha Hai
Har Jeevan Har Yug Me Maine Saath Tumhaara Maanga Hai

Suraj Ke Sang Karti Hai Fere Dekho Dharti Dulhaniya
Pyar Ke Rang Me Rangi Huyi Hai Jaise Saari Duniya
Har Ladka Ek Sapno Ka Mohan Har Ladki Ek Raadha Hai
Har Jeevan Har Yug Me Maine Saath Tumhaara Maanga Hai

Sapno Me Bhi Siva Tumhaare Dekha Nahi Koi Duja
Ho Mandir Mandir Deep Jalaaye Har Murat Ko Pooja
Yu Hi Nahi Tumhe Paaya Maine Sadiyo Tak Tap Saadha Hai
Har Jeevan Har Yug Me Maine Saath Tumhaara Maanga Hai
Saat Janamke Liye Tumhi Ko Maine Saat Vachan Se Baandha Hai
Har Jeevan Har Yug Me Maine Saath Tumhaara Maanga Hai

Share your thoughts

Bappi lahiri, Nai imarat, Bhupinder singh, Dil dhak dhak karne laga | kishore kumar | music - bappi lahiri | patita, Bappi lahiri songs, Bhupinder, Imarat, Har jeevan har yug mein, Dr. bhimrao ambedkar jeevan gatha, Charanjit singh, Ambedkar jaeevan katha, Jeevan katha, Bharat hari, Chait singh ghat, Ambedkar jeevani, Chait singh, Ysb young saby & minna singh, Bappi, Singh, Chet singh, Bharat, Old hindi songs ek pyar ka nagma hai, Old hindi songs evergreen