Har Ek Jeevan Hai Ek Khaani Song Lyrics from the movie/album Bezubaan released in the year 2018 starring Shakti Kapoor, Reena Roy. The song Har Ek Jeevan Hai Ek Khaani was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Babu, Bapu, Deepak Shivdasani. The music was given by Ram Laxman. The lyrics were Penned by Ravindra Rawal

Har Ek Jeevan Hai Ek Khaani Lyrics

Har Ek Jiwan Hai Ek Kahani
Par Ye Sachayi Sab Ne Na Jani
Har Ek Jiwan Hai Ek Kahani
Par Ye Sachayi Sab Ne Na Jani
Jo Pana Hai Khona Hai
Is Pal Hasna Hai Kal Rona Hai
Har Ek Jiwan Hai Ek Kahani
Par Ye Sachayi Sab Ne Na Jani

Ek Nirdhan Ki Ek Bitiya Ki
Unki Choti Si Dunia Thi
Din Beet Chale Bita Bachpan
Us Gudiya Me Aya Yowan
Yowan Ki Masti Ne Usko Rah Bhuladi
Pag Fisal Gaya Wo Cheekh Padi
Unchayi Se Khai Me Padi
Murjha Gayi Wo Phulo Ki Rani
Par Ye Sachayi Sabne Na Jani

Ek Sahjada Aa Pahuncha Waha
Tab Jake Bachi Ladki Ki Jaan
Use Baho Me Le Pyar Diya
Singar Diya Ghar Bar Diya
Sapno Ki Bagiya Me Pyara Phul Khila Tha
Phir Pal Bhar Me Badli Chayi
Barf Bijli Andhi Layi
Pal Pal Duaye Mangae Diwani
Par Ye Sachayi Sabne Na Jani

Jag Ke Malik Meri Hai Khata
Mere Apne Kyu Paye Sada
Mere Ram Se Mai Kahu Kaise Mai Bata
Jutha Hu Ber Mai Sabri Ka
Mujhko Tu Ab Koi Aisi Rah Dikhade
Meri Mamta Pe Iljam Na Ho
Sindur Mera Badnam Na Ho
Samjhe Koi Meri Bejubani

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Har ek jeevan hai ek kahani lata mangeshkar, Lata mangeshkar old songs, Lata mangeshkar, Har ek jeevan hai ek kahani lyrics, Har ek jeevan hai bezubaan, Har ek jeevan song bezubaan, Bezubaan, Salman khan songs, Lata mangeshkar ke gane, Lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar hits songs, Har ek jeevan hai ek kahani song, Har ek jeevan hai ek kahani karaoke, Har ek jeevan hai ek kahani, Lata mageshkar songs collection, Gaman santhal, Lyrics