Hanskar Hansa Lyrics | Film Hi Film | Manna Dey

Hanskar Hansa Lyrics | Film Hi Film | Manna Dey

Hans kar hasa masti me ga
Hans kar hasa masti me ga
Kal hoga kya hoga kya bhul ja
Hans kar hasa masti me ga
Kal hoga kya hoga kya bhul ja
Hans kar hasa

Jadu bhari ek shaam hai fir uske aage kuch bhi nahi
Is dil me bhi lakho hai gam
Par tumse badh ke kuch bhi nahi
Duniyan ka dil bahlaye ja
Kal hoga kya hoga kya bhul ja
Hans kar hasa masti me ga
Kal hoga kya hoga kya bhul ja
Hans kar hasa

Apni hasi apni khushi tum par nayuchawar
Karke chale choti si jaan itni si lau
Dip se fir bhi dip jale
Duniya ko tu kuch deke ja
Kal hoga kya hoga kya bhul ja
Hans kar hasa masti me ga
Kal hoga kya hoga kya bhul ja
Hans kar hasa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *