Hamne Apna Sab Kuch Khoya Song Lyrics from the movie/album Saraswati Chandra. The song Hamne Apna Sab Kuch Khoya was sung by Mukesh. The music was given by Kalyanji-Anandji. The lyrics were Penned by Indeevar

Hamne Apna Sab Kuch Khoya Lyrics

(Hamne Apna Sab Kuch Khoya
Pyar Tera Pane Ko) – (2)
Chhod Diya Kyo Pyar Ne Tere – 2
Dar-dar Bhatakane Ko
Pyar Tera Pane Ko
Hamne Apna Sab Kuch Khoya
Pyar Tera Pane Ko

(Vo Aansu Jo Bah Nahi Paye
Vo Baate Jo Kah Nahi Paye) – (2)
Dil Me Chhupaye Firate Hai Hum
Ghut Kar Mar Jane Ko
Pyar Tera Pane Ko
Hamne Apna Sab Kuch Khoya
Pyar Tera Pane Ko

(Uski Rahe Tu Jiski Ho Li
Tujhko Mubaraq Pyar Ki Doli) – (2)
Baith Gaye Ham Gam Ki Chita Par
Zinda Jal Jane Ko
Pyaar Tera Pane Ko
Hamne Apna Sab Kuch Khoya
Pyaar Tera Paane Ko
Chhod Diya Kyo Pyaar Ne Tere – 2
Dar-dar Bhatakane Ko
Pyaar Tera Pane Ko
Hamne Apna Sab Kuch Khoya
Pyaar Tera Pane Ko

Share your thoughts

Humne apna sab kuchh khoya, Hamne apna sab kuchh khoya, Mukesh, Humne apna sab kuch khoya lyrics, Humne apna sab kuch khoya karaoke with lyrics, Humne apna sab kuch khoya lyrics in hindi, Humne apna sab kuchh khoya pyar tera pane ko, Saraswati chandra, Hamne apna sab kuch khoya, Humne apna sab kuch khoya karaoke song, Kalyanji-anandji, Humne apna sab kuch khoya by mukhtar shah, Humne apna sab kuch khoya karaoke, Sarswati chandra