Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics  | Khel | Dev Anand, Nargis Dutt | G. M. Durrani | Sajjad Hussain

Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics | Khel | Dev Anand, Nargis Dutt | G. M. Durrani | Sajjad Hussain

Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai

Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Muqadaar ko lekin
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai

Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Jise hamne rokar
Guzaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai

Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Zamaane mein jiska
Sahaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *