Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se Song Lyrics from the movie/album Zalim Jadugar released in the year 2018. The song Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se was sung by Seeta Agarwal, Meenu Purushottam. The music was given by Iqbal. The lyrics were Penned by Shor Niyazi

Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se Lyrics

Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se
Kahi Ruth Jaye Na Hami Jindagi Se
Hame Yu Na Dekho
Hame Yu Na Dekho
Haay Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se
Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Hame Yu Na Dekho
Haay Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se

Agar Tumse Roshan Hai Jhilmil Sitare
Mohabbat Bhi Jinda Hai Dam Se Hamare
Tumhe Ho Mubarak Ye Rangin Najare
Hame Kya Garaj Haaji Hame Kya Garaj
Chand Ki Chandani Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Hame Yu Na Dekho
Haay Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se

Kasam Apke Dil Se Dil Ko Milakar
Hamari Wafaao Ko Tum Ajmaa Kar
Hame Apna Kah Do Jara Muskura Kar
Ye Dil Kya Hai Haaji Ye Dil Kya Hai
Ham Jaan De De Khushi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Hame Yu Na Dekho
Haay Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se

Kisi Din Tumhe Dil Lagana Padega
Kisi Din Tumhe Dil Lagana Padega
Mohabbat Me Aansu Bahana Padega
Mohabbat Me Aansu Bahana Padega
Kabhi Na Kabhi Sar Jhukana Padega
Chhudaoge Daman Haa Chhudaoge Daman Kaha Tak Kisi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Jamane Me Ham Bhi Nahi Kam Kisi Se
Hame Yu Na Dekho
Haay Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se
Hame Yu Na Dekho Badi Berukhi Se

Share your thoughts

Purshottam, Jadugar, Seeta, Zalim, Dekho, Chorus, Humen, Agrawal, Minoo, Yun, Na