Hame Phoolo Ki Tarah Lyrics  | Mehboob Mere Mehboob | Joy Mukherjee, Pratibha Sinha | Anuradha Paudwal | Raamlaxman (Vijay Patil)

Hame Phoolo Ki Tarah Lyrics | Mehboob Mere Mehboob | Joy Mukherjee, Pratibha Sinha | Anuradha Paudwal | Raamlaxman (Vijay Patil)

Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Ham tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hamein phoolo ki tarab
Dil ke saja kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna

Naye andaz mein wo
Khud ko saja di jaye
Zindagi aapke kadmo
Mein bicha di jaye
Naye andaz mein wo
Khud ko saja di jaye
Zindagi aapke kadmo
Mein bicha di jayegi
Zindagi bhar hamein
Sine se laga kar rakhna
Zindagi bhar hamein
Sine se laga kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna

Khwab ban kar teri raho
Mein bikhar jayenge
Teri nazro se juda honge
To mar jayenge
Khwab ban kar teri raho
Mein bikhar jayenge
Teri nazro se juda honge
To mar jayenge
Pyar ka deep sada
Dil mein jala kar rakhna
Pyar ka deep sada
Dil mein jala kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna
Hum tumhare hai hamein
Apna bana kar rakhna
Hame phoolo ki tarah
Dil mein saja kar rakhna.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *