Hamari Gali Aana Hame Na Bhulana Lyrics | Shukriya | Amar, Zeenat Begum | G A Chishti

Hamari Gali Aana Hame Na Bhulana Lyrics | Shukriya | Amar, Zeenat Begum | G A Chishti

Hamari gali aana
Dekho ji hame na bhulana
Dekho ji hamari gali aana
Hamko ji hame na bhulana acha ji

Shadi mohabbat ki bate
Aur hai jawnai ki rate
Shadi mohabbat ki bate
Aur hai jawnai ki rate
Pehli pehli mulakate
Pehli pehli mulakate
Hai ye khushi ka jamana
Hamari gali aana dekho ji
Hai ye khushi ka jamana
Hamari gali aana dekho ji
Dekho ji hame na bhulana
Dekho ji hamari gali aana
Hamko ji hame na bhulana acha ji

Sawan ki rut hai suhani
Sawan ki rut hai suhani
Joban pe aayi jawani
Kehti dilo ki kahani
Kehti dilo ki kahani
Kahe ko ab sharmana
Hamari gali aana
Kahe ko ab sharmana
Hamari gali aana
Dekho ji hame na bhulana
Dekho ji hamari gali aana
Hamko ji hame na bhulana acha ji

Gata khushi ki har bela
Gata khushi ki har bela
Dhole hai man ki naiya
Dhole hai man ki naiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *