Hamara Bharat Hamari Janani Song Lyrics from the movie/album Subhash Chandra released in the year 2018. The song Hamara Bharat Hamari Janani was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Apresh Lahiri. The lyrics were Penned by Saraswati Kumar Deepak, Kaifi Azmi

Hamara Bharat Hamari Janani Lyrics

Humara Bharat Hamari Janni
Humari Dharti Humara Desh
Kaise Ho Maa Tere Sukhe Nayan
Kaise Ho Maa Tere Rukhe Kesh
Kaise Ho Maa Tera Dhul Ka Aasan
Kaise Ho Maa Tera Malin Vesh
Tees Koti Santan Jiski
Milke Pukare Humara Desh

Kaisa Hai Dukh Kaisi Hai Chinta
Kaisi Hai Lazza Hai Kaisa Hai Klesh
Tees Koti Ek Swar Me
Milke Pukare Humara Desh
Humara Desh Humara Desh

Jaagi Yahi Thi Budh Ki Aatma
Kholne Ko Mukti Dwar
Chaya Hua Hai Aadhe Jagat Par
Aaj Bhi Unki Bhakti Ka Saz
Tere Ashok Ne Shok Mitaya
Yash Failaya Desh Videsh
Uski Nahi Thi Mata Tu Janni
Uska Nahi Tha Maa Ye Desh
Kaisa Hai Dukh Kaisi Hai Chinta
Kaisi Hai Lazza Hai Kaisa Hai Klesh
Tees Koti Ek Swar Me
Milke Pukare Humara Desh
Humara Desh Humara Desh

Gunji Yahi Thi Mandiro Me
Tere Nimay Ki Manjul Taan
Nyay Vidhan Diya Raghuwar Ne
Gaaye The Chandidas Ne Gaan
Tere Partap Ne Sir Na Jhukaya
Kya Hai Nahi Uska Dhanya Desh
Dhanya Hai Mata Apni Nasho Me
Agar Hai Unka Rakt Shesh
Kaisa Hai Dukh Kaisi Hai Chinta
Kaisi Hai Lazza Hai Kaisa Hai Klesh
Tees Koti Ek Swar Me
Milke Pukare Humara Desh
Humara Desh Humara Desh

Jo Kahi Maa Tere Sundar Mukh Par
Chayega Dukh Ka Andhera Ghor
Hat Jayenge Kale Badal
Jaag Uthegi Aasha Ki Bhor
Hamko Mitani Maa Teri Kalikh
Prano Se Pyara Humko Swdesh
Devi Se Pawan Pooja Se Nirmal
Swarg Se Sundar Humara Desh
Kaisa Hai Dukh Kaisi Hai Chinta
Kaisi Hai Lazza Hai Kaisa Hai Klesh
Tees Koti Ek Swar Me
Milke Pukare Humara Desh
Humara Desh Humara Desh
Humara Desh Humara Desh

Share your thoughts

Janda uncha rahe hamara song, Janda uncha rahe hamara, Chale chale kailash se shankar lyrics, Hamari, Hamara, Chirodini tumi je aamar, Aamar eche korche bhalo, Monta aamar hariye geche, Mohammed aziz romantic songs, Nameeta chandra, Mohammad aziz songs, Bapi lahiri, Mohammed aziz song hindi, Bappi lahiri, Jamuna ke tat pe maari najariya song, Mohammad aziz classic song, Mohammad irfan, Jamuna ke tat pe maari najariya, Best lyrics of pronab roy, Mohammed aziz biography