Ham Ek Dujhe Ke Diwane Duniya Kya Jane (Do Diwane) Song Lyrics from the movie/album Phool released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Kumar Gaurav. The song Ham Ek Dujhe Ke Diwane Duniya Kya Jane (Do Diwane) was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by Singeetam Srinivasa Rao. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Ham Ek Dujhe Ke Diwane Duniya Kya Jane (Do Diwane) Lyrics

Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane
Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane
Mit Jayenge Mar Jayenge
Hum To Kuch Bhi Kar Jayenge
Diwane To Hai Diwane
Duniya Kya Jane
Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane

Pyar Kiya To Phir Kya Darna
Sath Me Jina Sath Me Marna
Pyar Kiya To Phir Kya Darna
Sath Me Jina Sath Me Marna
Ulfat Ke Dastur Purane
Duniya Kya Jane
Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane

Jor Laga Le Duniya Sari
Tut Nahi Sakti Ye Yari
Jor Laga Le Duniya Sari
Tut Nahi Sakti Ye Yari
Hum Dono Hai Yaar Purane
Duniya Kya Jane
Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane

Bichhad Nahi Sakte Ham Milke
Bichhad Nahi Sakte Ham Milke
Ek Duje Ke Dil Par Dil Ke
Humne Likh Dale Afsane
Duniya Kya Jane
Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane
Mit Jayenge Mar Jayenge
Hum To Kuch Bhi Kar Jayenge
Diwane To Hai Diwane
Duniya Kya Jane
Ham Ek Duje Ke Diwane
Duniya Kya Jane

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Anand milind, Anand milind hit songs, Gaane sune ansune, Anand milind songs, Hum ek duje ke deewane duniya kya jane, Kumar sanu songs, Anand - milind, Best of anand milind songs, Nandu g tolani, Kumar sanu, Anand milind music, Hum ek duje ke deewane kumar sanu, Phool 1993 songs, Hum ek duje ke deewane with lyrics, Amit kumar, Kab jaane anjaane begaane deewane, Tune o rangile with lyrics, Mujhe nend na aaye amir khan, Twinkle khanna and akshay kumar, Anand bakshi songs