Ham Bahno Ke Liye, Mere Bhaiya, Aata Hai Ek Din Song Lyrics from the movie/album Anjaana released in the year 2018 starring Rajendra Kumar, Babita. The song Ham Bahno Ke Liye, Mere Bhaiya, Aata Hai Ek Din was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Mohan Kumar. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Ham Bahno Ke Liye, Mere Bhaiya, Aata Hai Ek Din Lyrics

Hum Behano Ke Liye Mere Bhaiya Aata Hai Ek Din Saal Me
Aata Hai Ek Din Saal Me
Aaj Ke Din Main Jahan Bhi Rahun Chale Aana Waha Har Haal Me
Chale Aana Waha Har Haal Me
Hum Behano Ke Liye Mere Bhaiya Aata Hai Ek Din Saal Me
Aata Hai Ek Din Saal Me

Kitane Din Aur Kitani Raine Is Aangan Me Rehna Hai Maine
Kitane Din Aur Kitani Raine Is Aangan Me Rehna Hai Maine
Pardesi Hoti Hai Behane
Babul Jane Bhej De Meri Doli Kab Sasural Me
Chale Aana Waha Har Haal Me
Hum Behano Ke Liye Mere Bhaiya Aata Hai Ek Din Saal Me
Aata Hai Ek Din Saal Me

Main Hun Bholi Bairi Jamana Bhaiya Meri Laaj Bachana
Main Hun Bholi Bairi Jamana Bhaiya Meri Laaj Bachana
Is Rakhi Ki Reet Nibhana
Aisa Na Ho Main Tadapu Aise Bulbul Jaise Daal Me
Chale Aana Waha Har Haal Me
Hum Behano Ke Liye Mere Bhaiya Aata Hai Ek Din Saal Me
Aata Hai Ek Din Saal Me

Share your thoughts

Laxmikant pyarelal, Laxmikant pyarelal songs, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar hits, Hum behno ke liye mere bhaiya song lyrics, Laxmikant, Lata mangeshkar hits songs, Anjaana movie songs, Laxmikant pyarelal superhit songs, Pyarelal, Laxmikant pyarelal hits, Lata mangeshkar hit songs, Hum behno ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal mein, Hum behno ke liye mere bhaiya rakhi song, Teree banjaran rasta dekhe, Yeh jeevan hai is jeevan ka lata mangeshkar