Ham Apane Gham Kaa Fasaana Lyrics | Rooh (songs From The Heart) | Geetika Varde Qureshi

Saba ke bad chaman kaa ajib haal huwa – (2)
Bahaar aayee magar phul mushura naa sake
Ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake

Ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake – (2)
Jab unako saamane paaya toh khud ko pa naa sake – (2)
Ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake

Khushee naa ho toh behaal jaaye gum se dil lekin – (2)
Woh kya karega jise ghum bhee raas aa naa sake
Jab unako saamane paaya toh khud ko pa naa sake
Ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake

Hai ek dag woh arshe wafa ke daaman par – (2)
Jo shyaame hijr tarikhiya mita naa sake
(Jab unako saamane paaya toh khud ko pa naa sake
Ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake) – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *