Hairat zada hu mai
Kya dekhta hu mai
Jana hua pahchana hua
Ye kon aa gaya
Waisa hi rang hai
Waisa rup hai
Dekha hua samjha hua
Ye kon aa gaya
Barso se is dilruba ki tasvir dil me saji
Murat ye hai usi ke sanche me dali
Jispe fida hu mai
Jise pujta hu mai
Lekar yaha phir uski adda
Ye kon aa gaya
Uski khusbu hawao me bikhri
Uski garmi hai mahol me
Do dil yahi pe bandhe the
Wafa ke khol me
Manjar saje saje
Mujhse ye puchte
Lekar tujhe phir is jagah
Ye kon aa gaya
Hairat zada hu mai
Kya dekhta hu mai
Jana hua pahchana hua
Ye kon aa gaya

