Hairat Zada Hoon Main Song Lyrics from the movie/album Jaana Pehchana. The song Hairat Zada Hoon Main was sung by Sachin Pilgaonkar. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Hairat Zada Hoon Main Lyrics

Hairat Zada Hoon Mai Kya Dekhta Hoon Mai
Jaana Hua Pahchana Hua Ye Kon Aa Gaya
Waisa Hi Rang Hai Waisa Rup Hai
Dekha Hua Samjha Hua Ye Kon Aa Gaya

Barso Se Is Dilruba Ki Taswir Dil Me Saji
Murat Ye Hai Usi Ke Sanche Me Dhali
Jispe Fida Hu Mai Jise Poojta Hu Mai
Lekar Yaha Phir Uski Adda Ye Kon Aa Gaya

Uski Khusbu Hawao Me Bikhri Uski Garmi Hai Mahol Me
Do Dil Yahi Pe Bandhe The Wafa Ke Khol Me
Manjar Saje Saje Mujhse Ye Puchte
Lekar Tujhe Phir Is Jagah Ye Kon Aa Gaya
Hairat Zada Hoon Mai Kya Dekhta Hoon Mai
Jaana Hua Pahchana Hua Ye Kon Aa Gaya

Share your thoughts

Sachin pilgaonkar, Jaana pehchana (2011), Jaana pehchana, Jaana pehchana full movie, Zindagi mein kahin na kahin, Jaana pehchana full movie facts and review, Jaana pehchana movie songs, Jaana pehchana song, Ravindra jain songs, Jaana pehchana movie, Jaana pehchana full picture, Ravindra jain, Shriya pilgaonkar, Radha ravi, Pehchana, Sachin, Jaana, Mj radhakrishnan indrajith, Charan raj teasing kanaka scene, Aakashathinte niram, Ankhiyon ke jharokhon se, Charan raj