Hain Abhi Aur Aey Dil Song Lyrics from the movie/album Shaheed Bhagat Singh released in the year 2016 starring Shammi Kapoor, Shakeela. The song Hain Abhi Aur Aey Dil was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by K.N. Bansal. The music was given by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hain Abhi Aur Aey Dil Lyrics

Hain Abhi Aur Aey Dil
Tere Imtihaan
Hain Abhi Aur Aey Dil
Tere Imtihaan
Khatm Hoti Nahin
Teri Manzil Yaha
Hain Abhi Aur Aey Dil

Paaon Mein Bediyaan
Sar Pe Talwaar Hain
Paaon Mein Bediyaan
Sar Pe Talwaar Hain
Phir Bhi Sar Ko
Jhukaane Se Inkaar Hai
Zulm Ki Hai Zameen
Zulm Ka Aasman
Zulm Ka Aasman
Hain Abhi Aur Aey Dil
Tere Imtihaan
Khatm Hoti Nahin
Teri Manzil Yaha
Hain Abhi Aur Aey Dil

Apne Hi Khoon Se
Gul Khilayenge Hum
Apne Hi Khoon Se
Gul Khilayenge Hum
Sab Ko Apni Hansi
De Ke Jaayenge Hum
Ye Jaha Hai Abhi
Aansuo Ka Jaha
Aansuo Ka Jaha
Hain Abhi Aur Aey Dil
Tere Imtihaan
Khatm Hoti Nahin
Teri Manzil Yaha
Hain Abhi Aur Aey Dil

Hum To Sau Baar Mar Ke
Bhi Marte Nahin
Hum To Sau Baar Mar Ke
Bhi Marte Nahin
Hum Wo Deepak Jo Bujh
Kar Bhi Bujhte Nahin
Laakh Sar Par Chalen
Maut Ki Aandhiyaa
Maut Ki Aandhiyaa
Hain Abhi Aur Aey
Dil Tere Imtihaan
Khatm Hoti Nahin
Teri Manzil Yaha
Hain Abhi Aur Aey
Dil Tere Imtihaan
Khatm Hoti Nahin
Teri Manzil Yaha
Hain Abhi Aur Aey Dil.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Toote huye dil ko mohammad rafi hamari mazil (1949) husnlal bhagatram, Bhagatram, Shammi, Husnlal, Raj kapoor, Hindi classical songs hd, Waheeda, Darasingh, Jaikishan, Meena kumari, Best old hindi songs, Rafi, Talat, Shama, Kishore, Amitabh, Naushad, Suraiya, Rajesh khanna, Indian full films, Full length hindi, Lata, Asha, Film, Zahid, Hindi, Mukesh, Rajesh, Vintage, Classic, Pradeep, Shankar, Majrooh, Madhubala, Geeta bali, Mangeshkar, Old hindi movies