Haila Haila Huwa Huwa Lyrics | Koi Mil Gaya | Udit Narayan, Alka Yagnik | Rajesh Roshan

Haila Haila Huwa Huwa Lyrics | Koi Mil Gaya | Udit Narayan, Alka Yagnik | Rajesh Roshan

Haila hey tari ra ra ra ri ra ra
Tari ra ra ra ra ra ra
Haila haila haila haila huwa huwa
Haila haila tune chhua
Haila haila mai to mar gayi re
Behkhudi me kya ye kar gayi re
Haila haila mai to mar gayi re
Behkhudi me kya ye kar gayi re
Haila haila huwa huwa
Haila haila tune chhua
Haila haila ja taras gayi re
Phir koyi ghata baras gayi re
Haila haila ja taras gayi re
Phir koyi ghata baras gayi re

Chhuna tha ek bahana
Chhu liya
Chhu liya
Chhu liya
Hey pyar tha ye purana
Keh diya
Keh diya
Keh diya
Tumko mai maan gayi
Aaj pehchan gayi
Tumko mai maan gayi
Aaj pehchan gayi
Nikale tum to divane
Teri chori maine pakdi
Gori baahe kahe jakdi
Kapne laga hai ye jiya
Haila haila huwa huwa
Haila haila tune chhua
Haila haila mai to mar gayi re
Behkhudi me kya ye kar gayi re
Haila haila huwa huwa
Haila haila tune chhua
Haila haila ja taras gayi re
Phir koyi ghata baras gayi re
Phir koyi ghata baras gayi re

Rok kar dil ko dekha
Na ruka
Na ruka
Na ruka
Tune kuchh kardiya to
Ye jhuka
Ye jhuka
Ye jhuka
Jane kya maine kiya
Tujhko jane kya huwa
Jane kya maine kiya
Tujhko jane kya huwa
Ham lage muskurane
Chahe din ho chahe rat ho yuhi baate
Kare baate pyar humne bas me kar liya
Haila haila huwa huwa
Haila haila tune chhua
Haila haila jo taras gayi re
Phir koyi ghata baras gayi re
Haila haila huwa huwa
Haila haila tune chhua
Haila haila mai to mar gayi re
Behkhudi me kya ye kar gayi re
Phir koyi ghata baras gayi re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *