Hai Kitna Suhana Song Lyrics from the movie/album Hanste Rahena released in the year 2018. The song Hai Kitna Suhana was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Wadhwa

Hai Kitna Suhana Lyrics

Hai Kitna Suhana Suhana Nazara
Hai Kitna Suhana Suhana Nazara
Bhatakati Najar Ka
Bhatakati Najar Ka Sahaara Hai
Hai Kitna Suhana Suhana Nazara
Hai Kitna Suhana Suhana Nazara

Lipati Hai Belo Se Bele
Lipati Hai Belo Se Bele
Ek Hum Bhi The Jab Tumse Mile
To Bas Tumse Mile
Samay Kar Raha Hai Ishara
Samay Kar Raha Hai Ishara
Suhana Nazara Hai Kitna Suhana
Suhana Nazara Hai Kitna Suhana
Suhana Nazara

Kise Dhundhti Hai Nigaahe Nigahe
Tujhe Dhundhti Hai Ye Meri Nigahe
Kise Dekhne Ko Ye Chaahe Ye Chaahe
Kise Dekhne Ko Ye Chaahe Ye Chaahe
Aane Waala Hai Kaun
Aane Waala Hai Kaun Humaara Hai
Hai Kitna Suhana Suhana Nazara
Hai Kitna Suhana Suhana Nazara

Jab Aate Hawaao Ke Jhoke
Jab Aate Hawaao Ke Jhoke
Na Jane Kyu Dil
Na Jane Kyu Dil Mera Choke
Dil Mera Choke
Kaise Ho Kisi Ne Pukaara
Kaise Ho Kisi Ne Pukaara
Suhana Nazara Hai Kitna Suhana
Suhana Nazara Hai Kitna Suhana
Suhana Nazara

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Wadiyan mera daman lyrics lata mangeshkar, Mangeshkar, Lata mangeshkar best songs, Ye safar bhi kitna suhana hai, Yeh safar bhi kitna suhana hai, Yeh safar bhi kitana suhana karaoke, Udit narayan and lata mangeshkar songs, Yeh safar bhi kitna suhana hai sung by lata and anwar hussain, Batao tum kaun ho lyrics, Dulhe ka sehara suhana lagata hai, Wadiyan mera daman lyrics english, Lata mangeshkar old songs