Hai Bahaare Baag Duniya Chand Roj Lyrics | Bombay Ka Chor | Mohammed Rafi | Ravi

Hai Bahaare Baag Duniya Chand Roj Lyrics | Bombay Ka Chor | Mohammed Rafi | Ravi

Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj
Dekh lo iska tamaasha chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj

Laakh daara aur sikandar ho gaye
Aaj bolo woh kaha sab kho gaye
Aayi hichaki maut ki aur so gaye
Aayi hichaki maut ki aur so gaye
Har kisika hai basera chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj

Kal talak rangin bahaare thi jahaan
Aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan
Rang badale har ghadi yeh aasma
Rang badale har ghadi yeh aasma
Aish-o-gum jo kuchh bhi dekha chand roj chnad roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj

Kya milega dil kisi ka tod ke
Le duwa tute dilo ko jod ke
Jaa magar kuchh yaad apni chhod ke
Jaa magar kuchh yaad apni chhod ke
Ho tera duniya me charcha chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj chand roj
Hai bahaar-e-baag-e-duniya chand roj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *