Hadd Se Zyaada Sanam (sad) Lyrics | Rakht | Sonu Nigam | Naresh Sharma

Hadd Se Zyaada Sanam (sad) Lyrics | Rakht | Sonu Nigam | Naresh Sharma

Dil ka armaan thi
Tu meri jaan thi
Tu meri zindagi
Meri pehchan thi
Tune dil tod ke
Barbaad kiya
Barbaad kiya
Barbaad kiya
Had se jyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Had se jyaada sanam
Tujhse pyaar kiya

Tera gham sataaye
Meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai
Ab saha na jaaye
Ab saha na jaaye
Tera gham sataaye
Meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai
Ab saha na jaaye
Tune jeena mera
Dushwaar kiya
Tune jeena mera
Dushwaar kiya
Had se jyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Had se jyaada sanam
Tujhse pyaar kiya
Dil ka armaan thi
Tu meri jaan thi
Tu meri zindagi
Meri pehchan thi
Tune dil tod ke
Barbaad kiya
Barbaad kiya
Barbaad kiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *