Ab Saalon Mein Jeena
Ya Misaalon Mein
Jawaabon Mein Jeena
Ya Sawaalon Mein
Sab Haathon Mein Hai
Tere Tu Jaane
Ek Rai Deta Hoon
Jo Tu Maane
Zindagi Ko Haan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Soch Ko Jawan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Soch Ko Jawan Kar De
Dard Ki Dawa Bhi Tu
Dard Ka Maza Bhi Tu
Dard Ki Nawa Bhi Tu
Dard Ki Wajah Bhi Tu
Dard Agar Jo Hota Hai
Yeh Samajh Tu Zinda Hai
Dard Se Khafa Kyun Hai
Itna Bewafa Hai Kyun
Apni Saari Kamzori
Apne Saare Dardon Ko
Jeene Ki Wajah Hai Jo
Unn Sabhi Humdardon Ko
Uth Gale Laga Apne
Chal Hunar Dikha Apne
Dekh Li Uunchai Tune
Ab Tu Par Dikha Apne Ho Ho
Ab Tu Par Dikha Apne
Zindagi Ko Haan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Zindagi Ko Haan Kar De
Soch Ko Jawan Kar De.
Haan Kar De Song Lyrics from the movie/album Uunchai released in the year 2022 starring Amitabh Bachchan, Anupam Kher. The song Haan Kar De was sung by Amit Trivedi. This movie/album was directed by Sooraj Barjatya. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Irshad Kamil. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts