Haafiz Khuda Iss Ishq Ka, Pyaar Ka Lyrics | 8×10 Tasveer | Tulsi Kumar, Mohit Chauhan | Salim Sulaiman

Haafiz Khuda Iss Ishq Ka, Pyaar Ka Lyrics | 8×10 Tasveer | Tulsi Kumar, Mohit Chauhan | Salim Sulaiman

Da ra na na na
Yayi ya ya na
Da ra na na na
De re de ra re
Haafiz khuda iss ishq ka
Pyaar ka
Haafiz khuda abb har jagah hai wafa
Aankhon mein jo tasbir hai
Mere khaabon ki taabir hai
Mere khaabon ki taabir hai
Haafiz khuda iss ishq ka
Pyaar ka
Haafiz khuda abb har jagah hai wafa

Mujhako pata abb chal gaya
Ke kitani rangin hai kismat meri
Darr tha magar abb hai khabar
Ke hai yeh chaahat salaamat meri
Haafiz khuda
Haafiz khuda
Badi pyaari si hai meri duwa
Hai maasum sa hai yeh dil bada
Jo bhi isane chaaha tha woh mil gaya
Haafiz khuda iss ishq ka
Pyaar ka
Haafiz khuda abb har jagah hai wafa
Aankhon mein jo tasbir hai
Mere khaabon ki taabir hai
Mere khaabon ki taabir hai
Haafiz khuda iss ishq ka
Pyaar ka
Haafiz khuda abb har jagah hai wafa
Da ra na na na
Yayi ya ya na
Da ra na na na
De re de ra re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *