Guzar Gayaa Wo Zamaanaa Kaisaa Kaisaa Lyrics | Doctor | Pankaj Mullick | Pankaj Mullick

Guzar Gayaa Wo Zamaanaa Kaisaa Kaisaa Lyrics | Doctor | Pankaj Mullick | Pankaj Mullick

Guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa
Guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa
Hansi-khushi ki bahar thi jisme
Guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa
Guzar gaya

Phul tamannavo ke jitne
Qadam-qadam par khilte the
Ab wo hi rasta ujda ban hai
Jispe hai ana-jana kaisa-kaisa
Guzar gaya wo zamana

Hansata hua ek raz hai jisse
Kona-kona roshan tha aisa bujha ke
Aisa bujha ke dubara jisko
Mumkin nahi jalana kaisa-kaisa
Guzar gaya wo

Gaya zamana phir ayega
Jane wale janege
Gaya zamana phir ayega
Jane wale janege
Hamko na pahachanega jo koi
Ham bhi ham bhi
Ham bhi kyun pahachanege
A ja a ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *