Gustakh Nazar Chehre Se Hata Song Lyrics from the movie/album Jaali Note released in the year 2016 starring Dev Anand, Madhubala. The song Gustakh Nazar Chehre Se Hata was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Gustakh Nazar Chehre Se Hata Lyrics

Gustaakh Nazar Chehre Se Hata
Humko Na Sata,are Ja Chala Ja
Jaati Hai Kidhar  Baate Na Bana
Ye Karti Hai Kya Lahol Almila
Gustakh Nazar Chehre Se Hata

Bedard Bhi Hu Magurur Hu
Mat Dekh Idhar
Aur Teri Pahuch Se Dur Bhi Hu O Jadugar
Bedard Bhi Hu Magurur Hu
Mat Dekh Idhar
Aur Teri Pahuch Se Dur Bhi Hu O Jadugar

Are Jadughar Jaadu Na Chala
Aankhe Na Mila Are Ja Chala Ja
Jaati Hai Kidhar Baate Na Bana
Ye Karti Hai Kya Lahol Almila
Gustakh Nazar Chehre Se Hata

Nagin Ki Tarah Bal Khati Hui
Bal Kha Ke Chalu
Bijali Ki Tarah Laharati Huyi
Lahara Kha Ke Chalu
Nagin Ki Tarah Bal Khati Hui
Bal Kha Ke Chalu
Bijali Ki Tarah Laharati Huyi
Lahara Kha Ke Chalu

Mere Husn Se Dhar
Ulfat Na Jhala,diwana Hai Kya
Are Ja Chala Ja
Jaati Hai Kidhar Baate Na Bana
Ye Karti Hai Kya Lahol Almila
Gustakh Nazar Chehre Se Hata

O Shok Ada Mujh Se Na Ulaj Hat Chodh Mujhe
Muje Najuk Najuk Phul Samaj Mat Dekh Mujhe
Shok Ada Mujh Se Na Ulaj Hat Chodh Mujhe
Muje Najuk Najuk Phul Samaj Mat Dekh Mujhe
Kanto Si Najar Mujh Se Mila
Mere Dil Me Na Are Ja Chala Ja

Jati Hai Kidhar,baate Na Bana
Ye Karti Hai Kya Lahol Almila
Gustakh Nazar Chehre Se Hata.

Share your thoughts

Mohammed rafi, Mohammed rafi asha bhosle o. p. nayyar classic hindi soundtracks, Gustaakh nazar chehre se hata, Gustakh nazar chehre se hata, Jaali note songs, Asha bhosle, Madhubala, Mohammed rafi songs, O.p. nayyar, Asha bhosle songs, Jaali note 1960, Jaali note 1960 songs, Volume 40 gustaakh nazar chehre se hata humko na satai (from ''jaali note''), Dev anand, Dev anand songs, Asha bhosle hit songs, Madhubala songs, Madhubala ashok kumar songs, Mohammed rafi ke gane