Gun-Gunatee Hai Hawa Phul Khile Dip Jale Lyrics | Kalaam-E-Mohabbat (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Allahuddin Khan

Gun-Gunatee Hai Hawa Phul Khile Dip Jale Lyrics | Kalaam-E-Mohabbat (Ghulam Ali) | Ghulam Ali | Allahuddin Khan

Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Hans padi raat mahakte hue aanchal ke tale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale

Yu tamannaye chamak uthti hain dil me jaise
Yu tamannaye chamak uthti hain dil me jaise
Chehra-e-wakt pe rah rah ke koi hath male
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale

Bach ke taaro ki nigaho se gulo se chhup kar
Bach ke taaro ki nigaho se gulo se chhup kar
Do nigaho ki mulakaat hui raat dhale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale

Rang-o-kushbu se chhalakne laga maykhana-e-dil
Rang-o-kushbu se chhalakne laga maykhana-e-dil
Sakiya jaam chale jaam chale jaam chale
Sakiya jaam chale jaam chale jaam chale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale

Aaj darshan naye andaaj se hai garm-e-nava
Aaj darshan naye andaaj se hai garm-e-nava
Uski aawaj se nagmo ke ne deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Hans padi raat mahakte hue aanchal ke tale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale
Gungunati hai hawa phul khile deep jale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *